Hellow friend aj me apko batane wala hu keyword kya hota hai or keyword ka matlab kya hota hai bahut sare log apne blog ya website to bana lete hai par
usme jab post likhe ki bare aate hai to unko apne post me keyword place karna hota hai tabhi hamare post rank karte hai bina keyword ke hum post rank nahi karwa
sakte agar apko ek professional blogger banna hai to apko keyword proper research karne hoge tab apko apne post me key place karna hoga jiske wajah se apke post rank ho.
Table of Contents
कीवर्ड क्या होता है – What is keyword ?
jo bhi new blogger hai unke man ye pakka khyal aata hoga keyword kya hota h or keyword search kya hota hai isse kese find kare keyword ek parkar hai word
hai jo bhi hum google par search karte hai jaise – spoller kaise hataye ye ek par kar ka keyword hai jo bhi hum google par likhte hai kuch information janne ke liye
wo sab keyword hai sabhi log apne question google par alag alag tarike se dalte hai jaise koi padha likha hoga to achhe se likhega jaise koi padha likha nahi hoga to
wo apne language me likhega usse hi keyword bola jata hai apko inme se hi best key place karna hota hai agar apko kise bhi chizz ke post ke bare me likhna ho to pahle apko key research karne hote hai.
Key-word Research Kaise Kare ?
Agar apko कीवर्ड research karna ho to sabse pahle apko apne post ke bare me soch lena hai ap konse post ke bare me likhna chahate hai kis chizz me apko jyda interest
hai agar apko technology me interest hai to ap uske bare me post likh sakte hai agar apko health ke bare me likhna chahate ho to apko uske bare me proper key dhudhna
padega tabhi ap usko place kar payenge apne post me agar apko key research karne hai to apko sabse pahle apko apna key soch lena hai kis topic ke bare me ap likhna
chahate hai. jaise – keyboard kya hota hai ab apko google me likhna hoga ( allintitle : keyboard kya hota hai) ab apko google par sara result mil jayega kis kis logo ne isko apna title rakha hai.
Abhi me apko niche kuch steps bataunga ap unko follow kariye –
- Sabse pahle ap keyword research kare
- uske bad apko google par ( allintitle: kya hota hai) iske aagar ap apne key place kar dena
- uske bad apke samne result aa jayega kitne jano ne apne post ke title me ye key likha hai
- allintitle me apko result pata lag jayega kitna total post likha hai iss title par
- agar apka search engine me – 33 above 50 ke bich aye tabhi ap uspar post likhna
- agar ap ek naye blogger hai to apko apna key bada karna hoga
- keywordsheeter se ap apna key bada kar sakte ho
- google keyword planner ek bahut accha key finder hai isme se apko low competion key lena or cpc bhi kam hona chahiye tabhi apke post rank karege.
keyword ko kese Place kare ?
agar ap apne blog par kise topic ke bare me likhte hai to jaise apne apna key chuna ( mobile kya hai ) isko ap apne blog ki content me kam se kam 3 se 4 bar place
aise me apke post rank nahi hote or google apke blog ko ban kar deta hai agar limit se jyda hua to.
Thanks all friend
Aj mane apko iss post me bataya keyword kya hota hai or isko apne blog me kese replace kare agar agar jo log blogging me apne carrier banana chahate hai wo ye
post padhkar apko bahut achha lagega agar ap iske sare steps follow karenge to ap bhi apne post rank karwa sakte hai. agar apko hamare post achhe lage to jyda se
jyda share kariye like – whatsapp,facebook jo new blogger hai unke bahut help hoge ye post padhne ke bad.
इन्हें भी पढ़िए :-
बिज़नस से जुड़ी जानकारी :-