Table of Contents
what is VPN and how to use it in Hindi
Dosto aj me apko batane ja raha hu vpn kya hota hai or ye kitne types ke hote hai Or sabse best VPN app konsa hota hai dosto ap jante honge ki india me ya or koi
Bhi country me kuch website ban hai ap sabhi jante honge kon kon si website ban hai
Apne apne country me ap sabhi logo ko pata hoga ki kon kon si website ban hai To dosto VPN tabhi kam ata hai tabhi hum log vpn ka use karte hai tabhi VPN
Ka name ata hai dosto vpn se ap koi si bhi website ko access kar sakte ho chahe wo
Koi si bhi website ho usse open kar sakte ho ap jante honge india me bahut sare website Ban hai usse ap VPN ke dwara khol sakte ho.
Dosto VPN apke location chupane ke kam bhi aata hai
what is vpn and how to use it in hindi- Vpn kya hota hai
VPN ki full form – virtual private network ye ek tarh ka network jiska use
or vpn kese kam karta hai private or wifi ko secure ke liye kiya jata hai ye bahut badhiya tracking hai jisse ap apna location ya kuch bhi website khol sakte hai or apna data kahi bhi transfer kar sakte hai hackro se bachakar dosto ap jante honge ki
agar ap normal kahi bhi kuch bhi send karte ho apne computer se apko pata bhi nhi hoga ki apke system me konsa malware aya ho jiske bare me apko pata bhi nhi konsa application ke dwara wo apke system me aya ho to dosto VPN best hai jo
hackero se apko bachayega agar ap kahi bhi data transfer karte ho Dosto VPN ka work jyda government ya badi organization ke liye kiya jata hai taki wo log apne data ko secure kar sake dosto VPN ka use ap mobile or laptop me kar sakte ho VPN ka
kam internet par hamara data secure karne ke liye hota hai jab hum bina VPN ka use karte hai to uss wakt hamra mobile ya laptop local network par kam karta hai Dosto ye kise bhi block – website ko khol sakta hai.
Fastest free vpn in the world
Dosto jab hum kise ka vpn service use karte hai to to hume bahut confuse hote hai ki ye service best hai ya nhi dosto kise kise ki VPN service bahut hi tezz hote hai or kise kise ki slow bhi ho jate hai kise ke to VPN service chalte bhi nhi hai to dosto
mobile ke liye best VPN – Express VPN or computer ke liye ap bs operamini download kar lo usme apko VPN free me mil jata hai wo VPN me bhi use karta hu
Types of VPN
(1) site to site VPN
(2)pptp VPN
(3)Ipsec VPN
(1)Site to site VPN – ye router to router vpn ke name se bhi jana jata hai ye VPN ek hi organization hota hai jo apne alag alag site hote hai jisme har ek ka apna apna network hota hai .
(2)PPTP VPN – PPTP ke full form point to point tunneling protocol hota hai ye pptp
hum apne kise bhi deta ko secure se bhej sakte hai ek computer se dusare computer me.
(3)IPSEC VPN – ipsec ke full form nternet protocol security ye ip traffic ke degine ke liye use kiya jata hai .
what is the best vpn for android
Dosto mobile me bhi ap VPN ka use kar sakte ho aj me apko batunga ki Mobile
me VPN ap kese use kare mobile me VPN use karne se ap apne ap ko secure kar
sakte ho dosto 60% people mobile me VPN use karte hai mobile me VPN use karne
ka matlv ap koi bhi block website ko open kar sakte ho Dosto me Apko batunga konsa VPN best hai
vpn for pc free download windows 10 32 bit
Dosto laptop ya pc me ap VPN use kar sakte ho apko bahut sare application mil jayenge VPNApp pc ke liye dosto aj me apko best application batunga jiske jariye ap free me VPN use kar Sakte ho q ki dosto VPN purchase bhi hota hai jab apko VPN free me mil jayega to kya fyda paid lene Ka dosto VPN bahut best network hai jo block webiste jo hote hai usse open karne ke liye or hackero Se apko bachane ke liye.
Download for mobile –Download
Download for pc / laptop – Download
Dosto pc or laptop ke liye ye browser hai isse achha apko koi bhi vpn provide nhi karwayega ap khud dekh sakte ho to dosto is post me mane apko bataya vpn kese kam karta hai
इन्हें भी पढ़िए :-
टेक्नोलॉजी से जुड़ी जानकारी :-
Nice info
Thanks your commnt