(Funcation Keys) ko kese use kare ?
F1 keys computer ya laptop ka sabse pahla key hota hai jisko help bhi kahte hai jiske madat se ap kise bhi software ka details jan sakte ho matlv ap kise bhi software ke bare me jan sakte ho
jaise apne excel khol rakha hai ap apne computer ka f1 keys daba dijiye apko uske bare me help mil jayege uske detail mil jayege .
Rename ka matlv ap kise bhi folder ka name change kar sakte hai rename ka matlv ye hi hota hai ap kise bhi folder ka name apne hisab se badal sakte hai agar ap wase rename karne hai to
apk pahle mouse ka right click karna hoga uske bad apko rename karna hoga agar apko F2 keys ke madat se turant rename ka option mil ja raha hai to apko yaha se karna achha rahega.
F3 funcation har keyboard me alag alag hote hai kise kise laptop me f3 daba kar brightness badh jate hai or kise kise laptop me is keys ki madat se ap search kar sakte ho jaise kise
applicatin ko apko dudhna hai apko turant ye key daba dena hai phir apko keyboard se waha type karna hoga jo application ya software apko dhudhna hai.
Address bar ye (Funcation Keys) ko daba kar ap kise bhi site ka address bar check kar sakte ho ya ap iss keys ke madat se ap alt f4 dono ko ek sath daba kar ap apna system turant
shutdown bhi kar sakte ho q ki ap apna computer mouse se shutdown karte ho agar apko shortcuts keys pata nahi hai to ap bhi apne computer shortcut key se shutdown kar sakte ho ye bahut achha opton hai apko jaruru use karna chahiye.
Iss keys ke madat se ap apne computer me jaise ap apna computer on karte ho to ap f5 keys jarur daba kar rakhe q ki jab ap iss keys ko daba kar rakhoge to apka system
refresh hoga agar ap net chalate hai to apk ye refresh keys daba kar apka browser dubara reload ho jayega matlv dobara wahi website chalu ho jayege.
spelling check iss keys ke madat se ap jaise ap wordpad me kuch likh rahe ho 200 word ka writing likh rahe ho or apko apna speeling check karne ho or dusara agar apka alga hai to ap
iske madat se ap apna system ko mute kar sakte ho jisse kuch notification jab ayega to awaz nahi ayege. sabke funcation alga alga hote hai.
- F7 – Sound low and different feature
Agar ap apna sound kam karna chahate ho to ap direct iss keys ko daba sakte ho jiske madat se ap kuch work kar rahe ho or apne gane chala rahe hai to ap apne music liberary me nahi jaoge
sound kam karne ke liye ap direct yaha se band kar skate hai kuch keyboard me ye funcation speeling check karne ka kam aata hai.
- F8 – Safe mode and Sound Increase
Agar ap kuch kam kar rahe ho apne sytem me ap apna sound badhana chahate ho to ap f8 keys ko daba sakte ho ye keys safe mode karne ka bhi kam aata hai.agar ap apne sytem me window
dal rahe hai to boot time me apko agar safe mode dalna hai to apko turant f8 keys daba dena hai jiske madat se ap apne system ko safe mode kar sakte ho.
- F9 – previous music and using microsoft office
f9 keys ke madat se ap apne music ko back la sakte ho ap apne keys ko achhe se dekhe agar apke usme ye funcation hai to iska use yahi hoga or iska use jyda window me nahi kiya
jata baki iska use excel ya word pad me ap kuch type kar rahe ho to alt + f 9 use karke ap use kar sakte ho.
- F10 – music stop and microsoft office
ye keys ko daba kar ap apna music stop kar sakte ho agar apke usme ye (Funcation Keys) hai to ap easily isse ap stop kar sakte hai iska use ap msword me bhi kar sakte hai jaise
shortcut ke liye ap (microsoft office) me jayege agar apne shift ke sath f10 daba to apko word me shortcut key dikhega jaise copy past ap check kar sakte ho waha jaker.
- F11 – music change and full screen mode
iss keys ke madat se ap apne usme music change kar sakte ho ap direct to libreary me jaker change nahi karoge to ap ye keys ko daba kar asani se change kar sakte ho agar apke (key) me
ye funcation hai to wase ap iss keys ka use karke ap apne screen ko full size me kar sakte ho.
Agar ap ap soch rahe honge ki f12 keys daba kar kya hota hai ye flight mode ka option hota hai iss keys ko daba kar apka netword sab band ho jayega jasie apke phone me sare network band
ho jate hai wase hi apke laptop me wife or sab kuch network se related work band ho jayega jisse ap kuch kam bhi nahi kar sakte .
Aj mane apko iss post me apko (Funcaiton Keys) ke bare me bataya agar apko ye post achee lage to jyda se jyda share karo taki or logo ko bhi keys ke bare me pata chal sake agar apko kise
bhi website ya editing se realted kuch bhi janna ho to ap niche comment kariye apko wo post mil jayege.