Hellow dosto aj me apko batane ja raha hu computer ya laptop ke screen se ankh ko kese bachaye or
computer screen se aankho ko kaise bachaye bahut sare log hote honge jo computer ya laptop use karte hai or use karte karte apne aankho ko kharab kar dete
hai aj kal ke latest bacche jo laptop chalate hai subah ya sam ko night me bahut problem hote hai laptop chalane me jo laptop use karta hoga sam ko laptop chalate
chalate apne ap aankho se pani aa jate hai or phir kuch hi dino ke bad aankh me problem aa jate hai jisse apko aankho me chasma pahana padega jo ki bahut kharab
hota hai to chalo dosto aj me apko computer ke screen se ankh ko kaise bachaye agar ap computer chalate ho to apko ye content bahut accha lagega or me
apko best computer glasses india me kon kon se best glass hai me apko iss topic me computer screen eye protector ke bare me bataunga.
Table of Contents
Computer chalate samay protection use kyu kare ?
Computer ke screen se aankho ko kaise bachaye 12 tips ?
- Eye protection software ka use kare
- Apne computer ka brightness normal kare
- Agar ap rat ko laptop ya computer use karte hai to apko night mode me use kare
- Sunglass ki shop se computer wala chasma kharid kar pc use kare apke ankh safe rahega
- Apne aankho ko bar bar dhoye pani se
- Aankho ko sukhane nahi de agar aankh sukhenge to phir bahut jyda eye par effect padega
- Subah subah nange pav ghass par chale jisse apke ankh ki roshani tezz ho .
- apne aankho ko computer use karet wakt bar bar palke jhapkaye
- Pc ko kabhi bhi pass baithkar na chalaye agar ap pass me use karoge to direct apke aankho me effect padega
- jyada der tak computer use nahi kare jisse apka mind kharab ho or aagle din system use na kar pavo
- Neend acche tarah se le jisse apke mind ko aaram mile kyuki aankho ka connection mind se hota hai
- Computer ko pura night mode me rakhe agar apke system me wo option hai to.