Hellow friend aj me apko iss post me batane wala hu godaddy se apne new blogger me domain kaise add kare or blogger me godaddy domain kaise add
kare aj kal technology ka jamana badhta ja raha hai jaise ki ap sabhi logo ko pata hoga ki technology ke sath sath bhi blogger apne plateform ko update karta rahta
hai pahle jo blogger ka plateform tha usme ap url change kar sakte thai or usme domain add karna bahut hi simple tha par ap dekh rahe honge jo jo new blogger use
karte hai usme ab ki bar jo update aya hai usme kitne dikkat ka samna karna pad raha hai isme ap url change nahi kar sakte or isme apko ek hi row me sab kuch mil
jayega jaise or isme domain add karna me sikhaunga kaise ap apne new blog me domain add kar sakte hai wo bhi bahut easy tarike se isme apko domain
forwarding godaddy se kaise kare wo bhi bataunga ap pura achhe se steps ko follow kariye.
Domain Kya hota hai ye kab kam aata hai?

डोमेन नाम कैसे जोड़े नए ब्लग्गर से – Steps by Steps ?
- Jaise ki ap apna domain change karna chahate ho apko niche wala steps follow karna hoga purana domain hai niche or jiss par forwarding karna chahate ho
- sabse pahle ap godaddy pe login karke ap my product par jayenge apko yaha aise option milega apko xyz me .com forwarding karna ho to ap pura steps dekhiye xyz ke dns pe click kariye


- yaha niche ap forwarding ke option me apko .jo bhi domain name hai usko yaha likhye jaise mane likh rakha hai proper tarike se.
- yaha se me apko forwarding or naye blogger se kaise domain connect kare wo bataunga

- apko apne blogger ki dash board par jana hai or custom domain par click karke waha apko apna naya domain ka name likhna hai pura
- phir apko naye domain ki dns setting me jaker cname – www- or ghs. google.com ye likhna hai jaise ki ap upar dekh pa rahe ho
- phir second wala apko dalna hai cname – z5ytb . gpcgga/googlehosted.comye sab apko new domain ke dns me jaker karna hai

धन्यवाद सभी को