Hellow friend aj me aapko iss post me batane ja raha hu subah jaldi kaise uthe or subah uthne ka time bahut sare log jo hote hai subah uthne ke kosis to karte
hai kitna alarm lagate hai par kuch fark nahi padta dobara alarm band karke so jate hai chahe wo kitne bhi baje ka alarm lagaye or bat karte hai
subah subah jaldi kaise uthe agar dosto apko subah jaldi uthne ke tips chaiye to wo me apko share karunga subah jaldi – jaldi uthne ke kya kya fyade hote hai wo aaj
me apko iss post me sab share karunga aagar aapke ander subah jaldi uthne ka junun hai to apko ye tips follow karne honge me aapko niche subah uthne ke achuk upay ap hamare post ko bas follow kariye.
Table of Contents
Tips. 1 Gym join kare
agar apko subah jaldi uthne ka man bana liya hai to ap gym join kare or jab ap jym center me apna time table decide kare to subah ka rakhe time time table mane apko
jym join karne ke liye isliye bola hai apke subah jaldi uthne ke adat ban jayege agar ap subah uthne ke adat 7 din lagatar karoge to phir apko ek habit ban jayege jaldi
uthne ke subah uthne ke fayde bahut jyda hote hai sarir ke liye isliye apko ye habit banae padege.
Tips.2 Alarm rakhe
Agar apko subah jaldi uthne ke adat dalne hai sabse achaa hota hai alarm ap subah alarm subah 5 00 baje ka ya alarm subah 4 baje ka koi sa bhi alarm
set kar sakte hai or alarm set karne ke bad aagar apne alarm subah 4 baje uthne ka matlab ye nahi ki apne alarm turant band kar diya ho agar apne alarm subah 4
baje ka lagaya ho to 3:50 ka rakhe agar or har min ka rakhe alarm jisse apko jabardaste uthna hi padega paresan hoker aise habit lagatar 1 hapte tak banaye rakhe apke adat automatic subah jaldi uthne ke ban jayege.
Tips.3 Exercise kare
Ap alarm subah jaldi rakhe or uthne ke bad fresh hone ke bad ap turant exercise karne chale jaye park me ya gym center me agar subah exercise karna hamare sarir
ke liye kitna fyda hota hai subah uthne ke fayde hamare body ke liye kitna sahi hota hai subah jaldi uthna agar ap daily exercise karoge subah jaldi uthkar to apka bhi ek habit ban jayega.
Tips.4 Phone ko dur rakhe
Agar apne phone me alarm laga rakha hai phir bhi ap alarm kat rahe ho or ap 4 baje uthne ke tarike dudh rahe ho to ap kabhi time par uth hi nahi paowoge
chahe wo 4 baje ka ho ya 3 baje ka kyuki apka phone apke pass rahta hai subah ke time isliye ap apne phone ko apne se thoda dur rakhiya jaha tak hapka hath na jaye or apko jabardasti band karne ke liye uthna pade.
Tips.5 Sam ko jaldi soye
Agar ap subah jaldi uthna chahate hai to aapko sam ko jaldi sona padega agar ap sam ko jaldi sowoge tabhi to ap subah jaldi uthh paoge agar apke neend pure hoge tabhi to ap subah jaldi uth paoge isliye ap sam ko jaldi sone ke adat dalo.
सुबह उठने के फायदे ?
subah uthne ke fayde or subah uthne ka time dono hamare life ke liye bahut jaruri hai jaise ki ap jante honge bina time ke kuch nahi hai time is money apko ek
time fix karna hoga konse time me apko subah uthna hoga or subah uthne ke fyde bahut hai agar ap subah jaldi uthte hai to apka subah ki taze hawa hamre body ke
liye bahut achee hote hai or hum subah kabhi achhe good feel kar sakte hai subah ki suruwat ap bhagwan se kariye taki apka din achaa jaye or khub exercise kariye
padhiye apko ye habit ek bar padh gaye to ap sucess ho jaoge sucess people jo hote hai unke ek habit hote hai subah jaldi uthna or apne vichar par kam karna or sochna aise hi aapko apne tailent ko dekhna hai fresh mind me daily kuch naya naya sochna hai.
Thanks all friend ?
इन्हें भी पढ़िए :-
टेक्नोलॉजी से जुड़ी जानकारी :-