Table of Contents
Printer Se Page Cancel Kese Kare – प्रिंटर से पेज कैंसिल केसे करे ?
Hellow dosto aj me apko batane wala hu ki ap kese apne printer ke page ko cancel kar sakte ho chahe apke pass koi sa bhi printer ho jaise hp, canon, koi sa bhi
printer ho apke pass ap asani se apne printer ka page cancel kar sakte ho. kese ap print diya hua bhi stop kar sakte ho aj me apko iss post me sab kuch bataunga
( how to stop a printer from printing ) agar apne koi chizz print de rakhe hai agar ap dobara print ka command dabate ho to printer pahle wale ki command yadd
rakhta hai jaise apne pahle wala koi page print de rakha hai or wo print nahi hua kise karan ( Spoller ka bhi problem ho sakte hai ) to ap spoller ko thik karke kese ap
printer se pahle wala jo apne print ka command de rakha hai usse ap thik kar sakte hai.
print cancel kaise kare ?
Aj me apko kuch niche tips bataunga jisse ap apne print cancel bhi kar sakte ho or spoller ka problem bhi hata sakte ho kuch tips apko niche bataunga ap usko simply
command. kabhi kabhi apka page bich me atak jata hai wo sab spoller ka problem hota hai aj me apko bataunga spoller kya hota hai.
Spoller Kya Hota Hai Printer Me ?
Spoller and Page Cancel Problem Solution ?
- Jaise apne apna printer ka data cable apne laptop se connect kar rakha hoga to apke samne print dete waqt printer ka symbol ayega jaise niche dikha rakha
- Open hone ke bad apke samne kuch iss tarah display show hoge or apko simply us par left click dabana hoga phir apke samne option ayega cancel , reprint
jaise ki ap niche dekh sakte ho.
- Agar apko apna print wala page delete karna hai to ap simply left click daba kar ap cancel kar dijiye apne jitne command print ke de rakhe hai sab yaha par
apko show karenge ap un sabhi ko cancel kar dijiye agar apka print me page bar bar same page print hoker aa raha hai to.
- Agar apke system me spoller ke problem aa rahi hai to ap ye sare steps follow kariye tabhi jaker apke spoller ka problem thik hoyega. agar apko sirf printer
me se page cancel karna hai to ap upar diye gaye steps dekh kar turant delete kar de page.
- Sabse pahle ap apna desktop ke menu bar me services likhenge ye type
karke ap printer spooler service ke waha jayenge jaise ki niche bataya gaya hai
apko.
- Jaise hi ap service pr click karnge apko bahut sare option mil jayenge apko sirf print spoller dudhna hai jaise ki ap dekh sakte hai upar p line me likha hua ha apko direct p line wale list me jana hoga apko.
- left side me click karke apko stop ka option dikhega apko uspar click karna hoga jisse apka running system ruk jayega printer spoller stop ho jayega
- Thode der bar stop hone ke bad apko dobara printer spooler restart kar dena hai matlv apko dobara start kar dena hai ye sare steps follow karke.
- uske bad apko apna printer off karke dobara chalu karna hai or apka spoller ka problem thik ho jayega.
Thanks All Friends.
बिज़नस से जुड़ी जानकारी :-