Hellow friend aj me aapko iss topic me batane ja raha hu mobile se pc me file transfer kaise kare or mobile se pdf laptop me kaise dale iss application ke
wajah se app apne mobile se koi sa bhi file ho jaise – photo, audio, movie , songs, pdf kuch bhi send kar sakte ho wo bhi bina data cable ke bahut sare log hote hai
data cable use karte hai par kabhi kabhi kise ka data cable ka jack kam nahi karta ya usme issue aa jata hai wo paresan ho jate hai aj ki iss post me apko bataunga kaise
ap mobile ko computer se kaise connect kare ye bahut simple method hai par kuch log iss topic ko jante nahi hai kaise connect karte hai wo sirf data cable ke
threw file bhejana jante hai aagar apko bhi janna hai kaise file bhejte hai bina data cable ke to aapko me aj iss topic me pura process bataunga ap usko follow karke ap
bhi koi sa bhi file transfer karna sikh jaoge chahe kitne bade file kyu na ho kuch bhi ap share kar sakte ho.kaise ap ek application ki madat se ap mobile se ya laptop se dono me share kar sakte hai ( how to file transfer pc to mobile ) wo bhi bahut fast tarike se.
Table of Contents
आप इस एप्लीकेशन की मदत से क्या क्या सेंड कर सकते हो ?
Agar ap ek student hai ya ap ek job karne wale person hai agar apke mobile me bahut sare file hai jo apko pc me share karne hai or apka data cable kam nahi kar
raha to Aap iss application ke madat se sabhi chizze share kar sakte hai jaise – long file , music, video , long- video, or bahut kuch app iss application ke madat se ap
transfer bhi kar sakte ho or pc me se koi sa bhi folder ya file le sakte ho wo bhi bahut fast tarike se bahut sare logo ka tarah tarah ke question puchte rahte hai jaise
– mobile se pdf laptop me kaise dale or mobile se laptop me app kaise dale iss application ke maddat se aap koi sa bhi application mobile se pc me dal
sakte ho bina kise paresani ke aap iss application ko use kar sakte ho data cable me apko bahut jyda paresani ka samana karna padta hai par iss application se apko
kise bhi chizz ka samna karna nahi padega bina kise cable se aap direct laptop me dal sakte ho or iss application ka name share it iss se ap bahut sare file transfer kar sakte hai chahe koi sa bhi file ho.
Share it se mobile se laptop me file transfer kaise kare ?
Sabse pahle apko share download kar lena hoga apne system me ye mobile ke liye bhi aata hai or pc ke liye bhi aata hai ( shareit apk download for pc ) niche me
aapko mobile or laptop dono ka link dunga ap direct waha se jaker download kar sakte hai isko use karna bahut hi aasan hai bas apko sabse pahle share it download kar lena hai mobile or pc ke liye dono ke liye tabhi ye kam karega file transfer karne me.
mobile ko computer se kaise connect kare ?
- Sabse pahle apke pass ek android mobile hona chahiye or ek pc ( Personal computer )
- App iss application ko ap direct play store se download nahi kar paoge ya apko direct google par milega kyuki ye india me ban hai isliye vpn chalu kar ke mil sakta hai play store par
Pc se mobile ko connect kaise kare steps by steps ?
Agar ap pc me download karoge to apko share it aisa dikhega apko simply mobile ke liye bhi share it download kar lena hai uske bad apko simply
( Search hotspot of mobile ) par click karna hai phir apko simply apne mobile me share it ka receive bhi on kar dena hai.