Hellow friend aj me Aapko iss post me batane ja raha hu Apna Uan Number Kaise Nikale or uan number activate ke bare me or ye
uan number kya hota hai ye apko kab milta hai bahut sare log hai jo company me kam karte hai or unka pf bhi katta hai pf unko pf office ke jariye ek uan number
milta hai jo ki kuch log to sambhal ke rakhte hai or kuch log bhul jate hai apna uan number phir unko pata nahi hota apna uan number kese activate kare or khoya hua
uan number kese wapis laye to aj ki iss post me apko bataunga ki ap khoya hua uan number kese laye.
Uan number kya hota hai ?
Uan ka matlv hota hai – universal number ye aapko special pf office se direct company ko milte hai jo apke company ka hr hota hai jo apke pf paper bharwata hai
jisme se apke pf bhare jate hai or wo document direct pf office jate hai phir aapko kuch dino me company ke dwara uan number mil jata hai or kuch log uan number
milne ke bad bhi aapna uan number kho dete hai sambhal kar nahi rakhta ye universal number sabka alag alag hota hai ek bar jo uan number jo apko first
company se milta hai wo hi permanent apka uan number ban jata hai chahe aapka uan number kho gaya jo usse ap dobara nikalwa sakte ho iss post me apko bataunga
apna khoya hua uan number kaise nikal sakte hai aap generate uan number kese kar sakte hai.
Khoya hua uan number kaise nikale ?
Aagar apka uan number kho gaya hai galte se to me aapko iss post me bataunga kese ap apna uan number paa sakte hai (how to get uan number) bahut log apna uan
number bhul jate hai kahi likhte hai par unko yadd nahi rahta apna uan number phir wo paresan ho jate hai apna uan number nikalwane ke liye phir wo cyber cafe
me jate hai jisse cyber cafe wale achhe khase rupiye mangte hai 100 , 50 tak to aaj me aapko iss post me bataunga kese ap uan number nikal sakte hai or kuch log
sochte hai bina uan ke hum pf balance check kar lenge dosto ye possible nahi hai
( pf balance check without uan number) bina uan number ke aap zindagi bhar try karte rah jaoge tab bhi nahi nikal paoge apna pf ka paisa.
ap hamare niche kuch steps follow kariye ap bhi aapna khoya hua uan number nikal sakte hai.
Steps.1
Sabse pahle ap epfo ke website par jayenge
Phir aapko kyc updation par click karna hoga
Thanks all friend
इन्हें भी पढ़े :-
बिज़नस से जुड़ी जानकारी :-
टेक्नोलॉजी से जुड़ी जानकारी :-