Hellow dosto aj me apko is post me batane wala hu Fungal Infection Kya Hai or Fungal Infection ki Dawai ke bare me yaha par me apko real bat batunga koi tarh tarh ki bat nhi
bataung me yaha apko apna personal experince share karung wase to me apko har post me apna personal experience share karta hu yaha par bhi me aj apko apna personal experience
share karunga aagar apko fungal infection hai to ap bahut jyda paresan ho gaye hai to me apko aj pure tarh se reality bataunga kese thik kare fungal infection or kese ap isse se bach sakte
hai or aise konse Fungal Infection ki Dawai hai jisse ap thik ho sakte hai pure tarh se bas rule ko follow karna please fungal infection cream se achee uske dawai hai
![]() |
Table of Contents
Fungal Infection Kya Hai – फंगल इन्फेक्शन क्या है ?
Fungal Infection ko hum ringworm bhi kahte hai dosto fungal infection jydatal garmi me hote hai or jab hote hai to apko hi pata hoga kya hota hai agar apke ek hath me fungal infection ho
rakha ho to ap usse khujalakar kise dusare jagh par hath lagayenge to waha bhi apke dadd ho jayega ye aise bimari hai jo apko salo sal tak hote hai kise ko to ye har garmi me hote hai ye
fungal infection jyda tar garmi me hi hota hai ye bimari saf safi agar na rakho to ye bimari
bahut jyda ho jate hai isliye dosto aj ma apko Fungal Infection ki Dawai or isse bachne ke upay bataunga kese ap thik ho sakte ho or kese kese ap apne ap ko fungal infection se bacha
sakte ho. agar fungal infection on face par ho jata hai to bahut jyda khrab lagta hai to chalo aj hum apko tips batate hai
sakte ho. agar fungal infection on face par ho jata hai to bahut jyda khrab lagta hai to chalo aj hum apko tips batate hai
Kese Failta Hai Fungal Infection ?
Fungal infection kese failta hai or kese ap isse bach sakte hai aj me apko bataunga infection kese failta hai.
- Dusare ka towel use mat kare q ki agar dusare ko bimari hai agar ap uska towel use karte ho to apko bhi infection ho sakta hai.
- Garmi me ap tight kapde mat pahne q ki tight kapdo se hi sair me pasina ek jagh jama ho jata hai or wahi apko khujali hote hai phir uske jagh apko fungal infection ho jata hai.
- Apne ap ko bhidh se bacha kar rakhe q ki bhidh me apko kya pata kis kis ko infection ho or apko bhi faila de isliye ap bhidh se bach ke rahe.
- Jisko Fungal infection hai usse dur rahe uske bartan or bhi saman use mat kare jisse apko bhi infection ho sakta hai..
- Aagar garmi me apko kahi jyda khujali ho rahi hai to ap waha jyda nakhun se khujlaye nhi q ki nakhun me jyda bimari rahte hai or wo khujlate khujlate hi infection ka roop le lete hai
- Aagar apko fungal ek jagh ho gaya ho to ap waha jyda khujalye nhi wo or jyda fail jayega ap kahi bhi apne body par hath lagaoge to waha bhi fail sakta hai isliye ek Fungal Infection ki Dawai ke bare me bataunga jisse apke fungal thik ho jayega.
Kaise Bache Fungal Infection Se ?
me ap ko isme kuch aise tips bataunga agar ap isse follow karoge to apka pakka infection thik ho jayega.
- jisko fungal infection hai uske sabhi saman se dur rahe jaise – towel , sabun, bartan or bhi chizzo se dur rahe.
- Garmi me dhile kapde pahne jyda zeans or bhi tight kapde mat pahne apne body ke main part or jaha jo bhi hai sabko hawa lagne de q ki agar apke main part ya infection ho jayega to bahut paresani hote hai isliye ap bachh ke rahe in sab chizzo se.
- Garmi me jyda mat ghume or jisko infection hai usse dur rahe tabhi ap safe hai.
- garmi me apne body par bar bar pani lagaye jaha jyda pasina hota hai wahi gandgi jama hote hai pasine se jiske karan apko fungal infection ho sakta hai.
- agar apko fungal infection hai to ap sabun bikul mat lagaye q ki agar ap sabun use karte hai usme castic mila rahta hai jo apke body ke liye harmful hai isliye jab tak ap sabun lagyenge tak me apka infection thik nhi hoga. me apko niche Fungal Infection ki Dawai ke bare me bataunga ap usko kese use kare sab bataunga aj.
Fungal Infection ki Dawai – फंगल इन्फेक्शन की दवई
Hellow dosto me apko ab Fungal Infection ki Dawai ke bare me batunga usse pahle ap iske bare me padh lena ye dawai bahut purani hai or useful hai isse kese use karte hai sab
apko isse post me bataunga dosto ye bat real hai jo mane khud experience kiya hai jab mujhe bhi funga hua tha aise jagh jaha kise ko na ho mane bahjut sare dawai le kise se kuch thik nhi
hua bahut doctor ke pass gaya tarah tarah ke tablet de dete par tab bhi thik nhi hua jab mane iss dwai ke bare me padha to mane socha apko bhi bata du jisko fungal inifection hai jo bahut
jyda paresan hai jisko alag alag jagah par fungal infection ho raha hai ye dawai agar ap usse karoge to pakka thik ho jayega par kuch rule follow karna. ye bahut achaa fungal infection treatment hai
Zalim – lotion
Dosto ye bahut acche Fungal Infection ki Dawai jisko dadd hai agar apko fungal infection jyda hai agar apko jyda fail raha hai to ap zalim – lotion use karte ho to ap bhi thik ho sakte ho pure tarah se.
Kese Lagaye Zalim – lotion ?
Jaise mane apko bataya usko ap follow karo.
- Sabse pahle dawai or ruee le dwai ko ruee me bhiga le
- jab ap dawai lagaye tab ap ek room me chale jaye q ki ye dwai lgane ke bad apko bahut jalan hoge
- ruee me dawai lagane se pahle ap jaha apko dadd hua hai waha ap kise chizz se raghdh le jor se jaise bottel ke dhkkan se ya phir koi rassi se dariye mat thoda jalan hota hia bad me santi mil jayege ye process apko 3 din karna hai .
- Sabun bilkul mat lagaye agar ap sabun use karoge to iska koi matlb nhi rah jayega sabun main dushman hai fungal ka ap bhul jaye 1 mahine ke liye sabun koi sa bhi sabun ho chahe
- Apne towel alag rakhe kise k touch bht mat karne de apna towel nhi to dusare ko bhi ho sakta hai fungal.
Kya Kya Nhi Khana Chahiye Fungal Me ?
- Fungal infection me ap khatte chizz bilkul mat khaye
- Fungal infection me ap garm chizz bilkul mat khaye jaise – meat, egg, chiness food jitne bhi garm chizz hai
- Fungal infection me ap bilkul bhi rice mat khaye q ki rice se apko khujali ho sakte hai ap rote khaye agar apko infection hai.
- Tali hue chizz bilkul mat khaye jo apke sarir ko garm kar dete hai or apka body bhi garm hote hai or apko jisse fungal me paresani hote hai pani se dur rahe jaha fungal hai waha pani na lagne de.
- ap fungal me tali hue ya masale dar chizz bilkul mat khaye jisse apke body me paresani ho or apko jyda infection hone ke chance badhae.
Thanks all friends
Hellow dosto aj mane apko iss post me bataya ki Fungal Infection Kya Hai or Fungal Infection ki Dawai ke bare me aagar pko ye post achhe lage hai to jyda se jyda share kariye
taki jo logo ko aise fungal wale infection hai usko bhi aaram mil sake ye dawai me me hamare blog par apko sare experience base content milte hai.
इन्हें भी पढ़िए :-
टेक्नोलॉजी से जुड़ी जानकारी :-