Table of Contents
( गूगल साइट ) Kya hai – Google Sites Kya Hai in Hindi ?
Hellow aj me apko batane wala hu google site kya hai or iska use ap kese kar sakte hai ye google ne free product apna nikala hai isko koi bhi use kar sakta hai agar ap iska use karna
chahate ho to ap bhi kar sakte ho apko simply me niche kuch example dunga ap usko follow karna wase ap sabhi log confuse hote honge google sites ko kese use karna hai how to use
google sites aj me apko pura steps bataunga ap uska use kare is product ka use karke ap apne khud ki ek website bana sakte ho isme apko bahut sare
google sites templates mil jate hai agar ap iska use karoge isme apko bahut sare different types ke templates use karne ko milenge.
Kese Use Kare ( गूगल साइट )
Sabse pahle apko apna ek Account bana lena hai Google ka jise hum email id bhi bol sakte hai q ki ye bhi iska hi product hai iska account banane ke bad apko turant ( Google Sites ) per
jaker sign in karna hai jisse apna account create kar rakha hai isme jyda apko kuch karne ki jarurat nahi hai ap sidhe
google sites sign in per click kar de.apka website me ap login kar jaoge. or apko niche kuch steps bata raha hu usse ap follow kar sakte hai.
गूगल साइट ke fyde kya – kya hai ?
Agar ap ek blogger ho agar apko apne usme view badhane ho to apko kuch bhi or social media nahi mil raha ya koi bhi other website nahi mil rahi hai to ap simply isme aa sakte ho ye apko
free of coast mil jata hai or ye google ka hi product hai agar ap ek blogger nahi bhi hai tab bhi ap simply apna account
bana kar jaise – email id ka account se hi ap ye bana sakte hai or apna post rank karwa sakte hai iske madadt se ye bahut achee. chizz hai ap iska use apna business me bhi kar sakte hai.ap sabhi logo ke man me ye khayal aata hoga kya ye free hai is google sites free.
- Free me ap apna post rank karwa sakte hai
- Ap apne website free me bana sakte hai
- Isme apko domain lene ki koi jarurat nahi hai ye apko free or coast milta hai
- Isme apko bahut sare text mil jate hai jaise ap – wordpad ke jaise man lijiye isme apko har parkar ka link ka option milta hai. ap koi si bhi post likh sakte hai.
- Ap isme apne khud ke gmail se login kar sakte hai or apna aage ka process kar sakte hai.