Table of Contents
Gmail or Google Account Ko Kaise Delete Karte Hai – Delete kare ?
Aj me apko bataunga ki ap apna account kese delete kar sakte hai ap sabhi logo ko pata hoga (Gmail kya hota hai) or ye q use hota hai aj me apko bata du gmai ka use hum log q karte
hai or ye kab aata hai iska account to hum bana lete hai par gmail account ko delete kaise karte hain ye ap sabhi logo ko pata nahi hota to aj me apko pura steps bataunga ap usse
follow kare sabse pahle me apko bata du ye kya hota hai iska use hum apne life me q karte hai or iska kya banifit hai hamare life me. agar hum google account banate hai to hum tabhi
playstore or bhi chizz use kar sakte hai iske madat se hum kise bhi company me message send kar sakte hai uske personal mail id me.
Gmail account ko permanently delete kaise kare ?
Ap sabhi log apna account to bana lete hai ye achhe bat hai par apko kabhi bhi wo account delete karna ho to apko paresani ka samana karna padta hai ki kese ap bhi apne ac ko delete
kar sakte ho to aj ke iss post me apko bataunga ki ap kese apne gmail account ko delete kaise kare pure chizz ap step se follow karna or apka account band ho jayega.
- Step 1
Sabse pahle ap Google par likhenge gmail type karenge to apke same aisa option ayega jaise ap niche image dekh rahe hai uske bad ap apko usko open kar lena hai jaise ap niche dekh sakte hai.
Ap apna password or mailid dal kar open kar lijiye apko upar second no me jo option dikhaye de raha hai wase dikhaye dega jisse apko mobile ya desktop me aisa dikhaye dega.
- Step 2. Gmail ki setting par jaye
apko apne upar id ke upar click karna hai phir apke samne manage ka option dikhega uspar apko click karna hai manage par click karte hi ap sidhe google ki setting ke ander chale
jayenge.
gmail account ko hamesha ke liye delete kaise kare
Go to manage setting.
Manage Your Google Account me click karte hi ap direct google ki main setting ke ander chale jayenge phir jaker sara control apke hath pe hai.
- Step 3
Click Data and personalization
Data or personalization par click karne ke bad apko Delete your service on your Account dikhaye dega waha par apko click karna hai
- Step 4
delete your service par jane ke bad apko dusara option milega waha par apko 4 option milega
ap simply delete google account par click kare.
click delete your google account
- Step 5
apna google account delete karne ke bad apko sidhe apka account ka password mangega jo apka gmail ka password hai usko ap simply waha dal dena apka account hamesa ke liye delete
ho jayega.
yaha apna password dale jo apka password hai
Thanks all friend
Hellow friend aj mane apko iss topic me bataya kese ap apne gmail or google account ko kaise delete karte hai wo bhi ek dum simple language me agar apko hamare ye post acche lage to jyda se jyda share kariye taki or logo ko bhi pata lag sakte kese delete kare.
इन्हें भी पढ़े :-
बिज़नस से जुड़ी जानकारी :-