Hellow dosto kya ap jante ho software kya hai dosto aj me apko bataung is post me software kya hota hai or ye kese kam karta hai or ye kitne parkar ka hota hai dosto apne suna hoga
bahut jagah ki wo software enginner hai uske salary itne hai software ke liye kya kya karna padta hoga apke man me bhi yahi swal aa raha hoga to dosto aj me apko isse post me bataunga
software kya hai or ye kese kam karta hai dosto jaruri nhi hai ki ap software enginner karne ke liye ap bca ke hi padhi karo par dosto kya kare agar apne bca nhi liya to apko programming ki
knowlege kaha se hogi or apko software ke bare me kuch pata bhi nhi hoga ki ye kya hota hai kese kam karta hai usse ke liye apko bca ka course karna padta hai or ha bca course karne se hi
ap software enginner nhi ban paoge apke man me programming language sikhne ki bhi lagan hone chahiye ki aise nhi ki apne bca kar liya or ap software enginner ban gaye iske liye bhi
mahnat karne padte hai dosto software sikhne ke liye apke pass programming skills hone chahiye dosto me apko batunga iss post me ki ap kese programming skills badha sakte hai apne.
Table of Contents
सॉफ्टवेयर क्या है हिंदी में – Software kya hai ?
Simple language me apko batau to dosto jisse hum na dekh sakte hai na hi touch kar sakte hai ye software ki simple defination hai dosto jab hamara phone jab dead ho jata hai or hang ho
jata hai jab bhi hamara phone me koi bhi virus aa jata hai jisse wajh se hum mobile ke dukan par jate hai ya apne dekha hoga kabhi kabhi apke mobile me achank koi bhi application kam
nhi karta usse ap update bhi kar sakte ho aise nhi ki ap turant dukan par chale jao mane bahut logo ko dekha hai jinka phone me apps nhi chalte wo turant dukan ki or jate hai dosto ap ap
apne uss application ko update karo apke problem solve ho jayege par jab ap dukan me jate ho wo achaa khassa paise lutt leta hai ha agar dosto apke mobile me update karne ke bad bhi
application nhi khul raha to software ki dikkat hote hai tab ap mobile ki dukan par jate ho phir dukan wala apke mobile me software dalta hai dosto jab ap apne laptop ya computer me
window dalte ho wo bhi to software hua na bina os means operating system jo bina software ke ap apne computer chala bhi nhi sakte to uske liye microsoft ne window os nikale hai
software engineer kaise bane puri jankari
Dosto software enginner banne ke liye apko bca course karna hoga wase to ap koi sa bhi course kar sakte ho par bca me apko acche tarah se samjh me ayega ki software kya hai or isme apko
tarh tarh ki programming language sikhaye jate hai jaise c , c++ or bhi language apko sikhaye jate hai dosto bs apke ander lagan hone chahiye software sikhne ki isme koi bade bat nhi hai
ap bhi ban sakte ho software enginner dosto bca me apko software or programming language ki pure jankari de jate hai dosto apko pata hoga aage jamana Ai ka hai agar ap software developer banna chahate ho to bca ka course jarur karna.
software enginner बनने के लिए क्या योग्यता होना आवश्यक है ?
Software enginner agar apko banna hai to apko 12 me apko 60% marks lana jaruri hai dosto aisa nhi hai ki apke kam marks aye to ap software enginner nhi ban sakte ofcourse ban sakte
ho dosto ajkl to sirf knowledge dekha jata hai isliye apko bol raha hu jab ap bca karoge to ap suru se hi wp3 school se programming sikh lena ye apko best tarike se sikhayega programming suru basic level se.
software ke prakar – types of software
software 2 prakar ke hote hai
1. System software
2. Application software
Defination system software in hindi ?
System software aisa software hota hai jo system ko chalata hai jaise computer bina os ke nhi chal sakta os matlv operating system computer ko chalne wala agar system me os hi nhi hoga
to bina os ke system kese chalega bina os ke kuch sambhav nhi hai ap ap soch rahe honge ki os kya hai dosto jo apne apne computer me window dale hai usse hi bolte hai os means
operating sytem ap ek example driver ka bhi le sakte ho jaise apke laptop me kuch funcation kam nhi karte like – audio , graphic, brightness, to wo q kam nhi karte apko pata hai wo sab os
me hi aata hai uske liye apko driver downlaod karna hoga tab jaker apke wo funcation kam karenge.
Defination application software in hindi ?
Application software apko name se hi pata lag raha hoga jo apke mobile me jitne bhi software hai wo sab applicatin software hote hai Google Play me jitne bhi software hai sab application
software hai matlv jo apke mobile me apko entertainment karta hai jaise game khelne me pubg khailne me or bhi bahut kuch jo apko help karta hai application ki wajh se hi to ap apne mobile me jo kuch bhi kar pa rahe ho wo sab application software hai.
Thanks for reading
Dosto aj mane apko batya software kya hai or uske prakar mane apko pure acche tarike se samjhaya mere sabhi post apko easy way me apko me samjhane ki kosis karta hu agar dosto
apko internet per bahut si jagh par post mil jayege par me bilkul easy tarike se samjhata hu taki har koi isse samjh paye or dusaro ko easy tarike se samjha sak dosto agar apko software
kya hai or iske defination or types acche tarh se samjh aya to isse ap or logo ko bhi share kariye jaise Facebook , Whatsapp , Twitter, or bhi dusare social media me jisse duaro ko easily samjh aa jaye.
बिज़नस से जुड़ी जानकारी :-
Nice
thanks