Table of Contents
phone ki memory kaise badhaye
Hellow dosto aj me apko bataunga ki internal memory kaise badhaye or mobile ki ram kaise badhaye dosto aj kal ki bahut bade paresani hote hai phone ki memory badhna
Dosto ap soch rahe honge ki phone ki memory badhane ke liye koi application aata hoga to dosto aisa koi application nhi aata jisse apke
Phone ki memory badhe or ha dosto ap soch rahe honge ki me apko ye topic me bataunga ki Memory kese Bdaye par dosto aise koi bat nhi
Hai me apko batunga ki ap apne Phone Ki Memory Kese Bdaye ek hint deta hu jisse ap apna memory me space badha sakte hai to dosto
Sabse pahle apko aagar apka mobile ke ander kam ram hai ya kam rom hai to apko ye hint ki jarurat hai ha agar ap chahte hai apka
Mobile jyda bada hai or hang karta hai tab bhi ap ye trick apna sakte hai to chalo dosto suru karte hai ap apne Memory Kese Bdaye.
Dosto ye kuch tips hai jisse ap apne memory badha sakte hai
- Dosto pahla tips ye hai agar apka phone ki memory kam hai to ap usse pura khali rakhe jisse apka phone hang nhi hoga
- Dosto isme apko ye fyda hoga ki apka phone hang nhi hoga
- Dosto ap apne mobile me jyda mb wale apps jyda mat dalna jisse apke mobile me space jyda ho
- Dosto ap google me likh sakte ho like – uc browser all old version to usme apko bahut version mil jayenge
- Agar dosto ap whatsapp use karte hai to ap usse pura clear kare q ki dosto whatsapp ki pura chat videos,audio, image sab phone me jama hota hai or apke phone me space leta hai
- Sabhi call history or message history delete kare jisse apka phone hang nhi hoga jisse ap apne phone ki memory badha sakte hai
phone ki memory kaise badhaye – best tips ?
Dosto ap jante honge apka mobile chota hai ya bada ye tips sabke liye hai jo me personal apnata hu wo hi me apko share karta hu dosto
Jab ap naya phone late ho to apk usme faltu ke apps milte hai like – amazon, flipkart,uc browser, or bhi faltu ke application aate hai jisse apka phone hang hota hai ap sochte ho
company ne diya hai kya delete karu wo delete bhi nhi hote dosto kuch kuch delete ho jate hai
Dosto apko jo naye mobile lete ho usme apko aise aise application milte hai ap usse delete to
nhi kar sakte ho par ap usse disable kar do jisse wo apne phone me run nhi karenge jisse apke mobile hang bhi nhi hoga or apka mobile me space bhi hoga jiske wajh se mobile hang nhi hoga apka
Dosto aisa koi app nhi aata ki jisse apka space kam ho or ye faltu ke application apko batate hai ki ye app download kar lo apka space kam ho jayega ye ho jayega kuch nhi hota dosto
Ap ye batao aj tak koi aisa application aya hai ya koi software aya hai jo apke mobile me rom ko kam kar de ya hang hone se bacha de aisa kuch nhi hai dosto sab bas permotion hota hai
jo mane apko tarika bataya hai wo best hai mera samung mobile hai jisme me aj tak 5 mb wala apps use karta hu jisme sab kuch hai or wo faltu ka calcultor jo company ne mujhe diya tha wo 20 mb ka
tha ab dosto ap batao 20 mb wala thik hai ya 5 mb wala jisme apko sab kuch milta hai agar dosto ap us application ke bare me janna chahate ho to ap download kar lo uske bare me pura padh lo – Download
Dosto ap apne phone ki memory ko bilkul khale rakhna wo hi main hota hai dosto agar ap chahe to apne mobile me external memory laga sakte ho dosto chahe ap memory 4 gb ke le lo
ya 16gb ki Memory wo ap pe depnd karta hai ap koi si bhi memory le sakte ho dosto isme par ap apne phone ki storage full mat karna jisse apko paresani phone hang hone ki ot bhi
paresani apka kitna bhi mahanga Phone hai par apko memory to lene hoge jo log apne mobile me internal storage bharte rahte hai uska hi mobile hang hota hai dosto or koi bat nhi hai q ki
dosto internal memory sirf phone ke liye bane Hote hai like – apps sare internal me hote hai whatsapp ka data bhi phone ki memory me hota hai dosto isliye me apse bol raha hu phone
ki meory ko full mat kare limit se jyda.
Best Companies memory card
1) Hp memory card 16 gb – Buy Now
2) Strontium memory card 8 gb – Buy Now
3) Hp memory card 32 gb – Buy Now
Thanks all friends
I hope dosto mane apko aj ki post me bataya hoga phone ki memory kaise badhaye jate hai kapko mere ye sabhi post acche lage hoge mere sabhi post real hote hai
jo me apna experience share karte hu agar dosto apko ye post mere acche lage ho to ap isse jyda se jyda share kro. me apne new post har dusre din karta hu
इन्हें भी पढ़े :-
टेक्नोलॉजी से जुड़ी जानकारी :-